DEVIPURA BALAJI
jai shree balaji
Devipura balaji mandir,Rajasthan Rajya ke Sikar district me hai.Vartman samay me jan aastha ka visvas hai ye devbhumi,kyoki chamatkar ko namaskar hai.kahte hai ki man ki murad puri hoti hai mang kar to dhek.satya ko praman ki jarurat nahi hoti aisi kirapa hai balaji maharaj ki.
itihaskar kehte hai ki ye murti jaipur se salasar ja rahi thi,lekin sikar me aate hi yeh murti yaha aakar… ruk gayi,jaha ye murti ruki thi uske samne ek ram mandir tha.bahut kosiso ke bavjud bhi ye balaji ki murti vaha se hili nahi,4 hathiyo se bhi ye murti aage nahi badi or phir murti ke shree mukh se aawaj aayi”ki mere ram mujhe mil gaye hai mujhe yahi inke samne rahne do”.
ek asi hi ghantna or hai ki ek bar kisi chor ne balaji maharaj ki aankh churali…thik vaise hi jaise kisi insaan ko chot lagne par dard hota hai or uski aankho se ashru dhara bahti hai viase hi balaji maharaj ki aankho se aansuo ki dhara lagatar 24 ghante bahti ahi jab tak ki balaji ki ankh nahi mili.
aise bahut se chamatkar is darbar me hote aaye hai.

No comments:
Post a Comment